Seep Mein Moti (Female) Lyrics
seep me moti hain lekin, koi chunta hi nahi seep me moti hain lekin, koi chunta hi nahi baat ik kahni thi hamko baat ik kahni thi hamko, koi sunta hi nahi seep me moti hain lekin, koi chunta hi nahi kab khushi paayi hain hamne, patthron ke desh me hamko to gham hi mila hai, har khushi ke bhesh me seep me moti hain lekin, koi chunta hi nahi baat ik kahni thi hamko baat ik kahni thi hamko, koi sunta hi nahi seep me moti hain lekin, koi chunta hi nahi kahne ko sab hamsafar hain, fir bhi begane hain log jaan ke pehchaan ke bhi, kitne anjaane hain log seep me moti hain lekin, koi chunta hi nahi baat ik kahni thi hamko baat ik kahni thi hamko, koi sunta hi nahi seep me moti hain lekin, koi chunta hi nahi koi chunta hi nahi