Sajaniya Maati Man Ki Lyrics
sajaniya matti man ki murtiya teri ghade
sajaniya matti man ki murtiya teri ghade
najariya tujhko nihare sare rang fike pade
ho sajaniya matti man ki murtiya teri ghade
jana maine jana to ye jana jiya mera tora hai diwana
jabse mili hai najariya nahi mujhe apni khabariya
jana maine jana to ye jana jiya mera tora hai diwana
jabse mili hai najariya nahi mujhe apni khabariya
aa bhi ja baiya me preet ki chaiya me
ho sajniya matti man ki muratiya teri ghade
mere ghar banke chandaniya jane kab aayegi sajaniya
jiya kahe tham ke chunariya chhodo nahi sari umariya
ho mere ghar banke chandaniya jane kab aayegi sajaniya
jiya kahe tham ke chunariya chhodo nahi sari umariya
kabhi tu bawariya kahde sawariya
sajniya matti man ki muratiya teri ghade
sajniya matti man ki muratiya teri ghade