Khoya Khoya Chand Rahta Hai Lyrics
khoya khoya chand rahata hai aasma ke paas 
  khoye khoye hum bhi rahate hai is jahan ke paas 

  khoya khoya kyun rahata hai aaj kal ye dil 
  tum to meri jaa samjhati ho kya meri mushkil 
  sari sari raat jagu main chandani ke sath 
  bas mein nahi hai aaj kal mere jajbaat 
  kah do na kah do na kah do na pyar hai
  kah do na kah do na kah do na pyar hai
  
  dekhata hun sirf tumko tum nigahon mein basi ho 
  chahta hun sirf tumko tum to meri aashiki ho 
  sari sari raat jagu main chandani ke sath 
  bas mein nahi hai aaj kal mere jajbaat 
  kah do na kah do na kah do na pyar hai
  
  kya batau hal mera aag sanso mein lagi hai 
  jal rahi hun har ghadi main ye pyas kaisi jagi hai 