Jale Jale Jawani Meri Lyrics
haiya haiya haiya re
  haiya haiya haiya re
  haiya haiya haiya re
  haiya haiya haiya re
  jale jale jale jale, jawani meri jale jale
  jale jale jale jale, jawani meri jale jale
  aaja piya aaja aaja, laga lu tujhe gale gale
  dekh sun le zara hai ye raate jawa
  dekh sun le zara hai ye raate jawa
  aise mein koi mera bas na chale
  jale jale jale jale, jawani meri jale jale
  aaja piya aaja aaja, laga lu tujhe gale gale
  haiya haiya haiya re
  haiya haiya haiya re
  haiya haiya haiya re
  haiya haiya haiya re
  
  zulfen hai meri nagin se kaali
  aankhen hai meri may ki pyaali
  zulfen hai meri nagin se kaali
  aankhen hai meri may ki pyaali
  tan man mein chadha pyar ka ye nasha
  tan man mein chadha pyar ka ye nasha
  do jawa dil jab dil se mile
  jale jale jale jale, jawani meri jale jale
  aaja piya aaja aaja, laga lu tujhe gale gale
  haiya haiya haiya re
  haiya haiya haiya re
  haiya haiya haiya re
  haiya haiya haiya re
  
  apni adaao ka jadu chala ke
  deewane aashiq ko paagal bana ke
  apni adaao ka jadu chala ke
  deewane aashiq ko paagal bana ke
  lu maze main yaha khoya hai tu kaha
  lu maze main yaha khoya hai tu kaha
  masti mein pal do pal jhum le
  jale jale jale jale, jawani meri jale jale
  aaja piya aaja aaja, laga lu tujhe gale gale
  dekh sun le zara hai ye raate jawa
  dekh sun le zara hai ye raate jawa
  aise mein koi mera bas na chale
  peele peele, peele peele
  aankhon se jaam peele peele
  peele peele, peele peele
  aankhon se jaam peele peele
  haiya haiya haiya re
  haiya haiya haiya re
  haiya haiya haiya re
  haiya haiya haiya re
  daiyaa daiyaa daiyaa re
  daiyaa daiyaa daiyaa re
  daiyaa daiyaa daiyaa re
  daiyaa daiyaa daiyaa re
  haiya haiya haiya re
  haiya haiya haiya re
  haiya haiya haiya re
  haiya haiya haiya re
                            
                            
                        