Bahut Khoobsurat Ghazal Lyrics
bahut khubsurat ghazal likh raha hu
  bahut khubsurat ghazal likh raha hu
  tumhe dekh kar aajkal likh raha hu
  ha tumhe dekh kar aajkal likh raha hu
  bahut khubsurat ghazal likh raha hu
  tumhe dekh kar aajkal likh raha hu
  ha tumhe dekh kar aajkal likh raha hu
  
  tumhare jawa khubsurat badan ko
  tarasa hua ek mahal likh raha hu
  tumhare jawa khubsurat badan ko
  tarasa hua ek mahal likh raha hu
  bahut khubsurat ghazal likh raha hu
  bahut khubsurat ghazal likh raha hu
  tumhe dekh kar aajkal likh raha hu
  ha tumhe dekh kar aajkal likh raha hu
  
  na puchho meri bekarari ka aalam
  na puchho meri bekarari ka aalam
  mai rato ko karwat badal likh raha hu
  na puchho meri bekarari ka aalam
  mai rato ko karwat badal likh raha hu
  bahut khubsurat ghazal likh raha hu
  bahut khubsurat ghazal likh raha hu
  tumhe dekh kar aajkal likh raha hu
  ha tumhe dekh kar aajkal likh raha hu
                            
                            
                        