Ho Aaj Majhab Koyee Ek Aisa Naya Lyrics

ho aaj majhab koi ek aisa naya aaj majhab koi ek aisa naya dosto is jahan me chalaya jaye ho aaj majhab koi ek aisa naya, dosto is jahan me chalaya jaye jisme insan insan banke rahe jisme insan insan banke rahe, aur gulshan ko gulshan banaya jaye o aaj majhab koi ek aisa naya o aaj majhab koi ek aisa naya, dosto is jahan me chalaya jaye ho aaj majhab koi ek aisa naya ho aaj majhab koi ek aisa naya, dosto is jahan me chalaya jaye jisme insan insan banke rahe aur gulshan ko gulshan banaya jaye o aaj majhab koi ek aisa naya, dosto is jahan me chalaya jaye jisase badhakar koi kitab nahi, are jiska milta koi jawab nahi umrr bhar chadh kar jo nahi utare, woh nasha hai magar sharab nahi use pyar jamana kehta hai, uska divana rehta hai yeh aisa hai rangin nasha, yeh jitna chadhe utna hi maja yeh jitna chadhe utna hi maja, yeh jitna chadhe utna hi maja hontho pe gulab yahi toh hai, aankho me khwab yahi toh hai galo pe shabab yahi toh hai, ghunghat me hijab yahi toh hai hontho pe gulab, aankho me khwab, galo pe shabab, ghunghat me hijab yahi toh hai, yahi toh hai, yahi toh hai, yahi toh hai isako paya mira ne, isako hi gaya kabira ne o har ruh ki aawaj hai ye, sabse sundar sajh hai yeh jis se roshan padosi kaa aangan rahe jis se roshan padosi kaa aangan rahe, woh diya har ghar me jalaya jaye jisme insan insan banke rahe, aur gulshan ko gulshan banaya jaye aaj majhab koi ek aisa naya aaj majhab koi ek aisa naya, dosto is jahan me chalaya jaye yeh chhav bhi hai aur dhup bhi hai, rup bhi hai aur anup bhi hai yeh shabnam bhi angaar bhi hai, yeh megh bhi hai malhar bhi hai are isame duniya ki jawani hai, yeh aag ke bhitar pani hai yeh ruh kaa ek sarovar hai, katare me ek samandar hai katare me ek samandar hai, katare me ek samandar hai isame duniya ki jawani hai, yeh aag ke bhitar pani hai yeh ruh kaa ek sarovar hai, katare me ek samandar hai shayar kaa hasin tasavvur hai, sangit kaa ek svayamvar hai shayar kaa hasin tasavvur hai, sangit kaa ek svayamvar hai yeh sabko sab kuchh deta hai aur badle me badle me badle me bas dil leta hai dil leta hai, dil dil dil dil dil leta hai dil leta hai, iska jo karam aaj ho jaye, iska jo karam aaj ho jaye, toh yeh mehfil bhi jannat si ho jaye toh yeh mehfil bhi jannat si ho jaye iska jo karam aaj ho jaye, iska jo karam aaj ho jaye toh yeh mehfil bhi jannat si ho jaye jisme insan insan banke rahe jisme insan insan banke rahe, aur gulshan ko gulshan banaya jaye aaj majhab koi ek aisa naya aaj majhab koi ek aisa naya dosto is jahan me chalaya jaye dosto is jahan me chalaya jaye, dosto is jahan me chalaya jaye