Ek Din Aise Hua (Mehboob) Lyrics
ek din aisa huaa, jo ki hona tha aaya tere jaha me main par mujhe naa aana tha marji meri nahi thi, na hi mera tha khyaal apne hone pe khud se, karta hu main savaal bahalaya pahale ye chaand ne suraj ne bhi fir mujhe, aise hi lalchaya taare bhi chamk ke so gye jal jal ke koi bhi, naa ye dil bahla saka dil ye masoom hain par itna bhi nahi chaand suraj sitaron se bhi rahana nahi roshan hain tujhse yah sab par, yah tu hain nahi in sab se main khela, magar maine man ye sanam nahi teri hi vafa me, ham aag se khele sehara bhi paya hamne ye dariya chir ke ek teri hi khushi hi me, ham kaha gujar gaye are kaun si dagar hain aur kitne faasle teri jagah vahi pe hain na jaha pe dil ko khyaal bahlaate hain nigahon me tu hi to hain naa pukaar sun le meri ae jaana anjane sare yaha, kab tak main sahun jine ki khatir dil badle to main kuchh kahun sunane ko raji ho to, main unke saath rahun har ek chamak ke pichhe, naa daude to main sang chalu ye badle har pal chehar naya aaiyaari me dekho kaise jhumta jahan darbadar bhatakte yaha waha manjil hain kahin pe, aur ye chal diya kahan waqt nahi payega tu, fat jayegi jamin kabhi na kabhi ye samjhega, tu mujhko hain yakin sachchai se aankhe firana teri fitrat hain maine to vahi kaha jo, kahna maksad hain duniya to duniya hain, duniya ki kimat nahi surat teri achhi hain par sirat hain nahi jine ko to chhupaye bhi jite hain magar insaan hain tu khud apni naa, karta hain kadar jina jina jina jina jina jina jina jina jina jina jina jina jina jina jina jina jina jina jina jina jina jina jina jina