Meri Duniya Me Aake Mat Ja (2) Lyrics
ishk ka dard hai dard hai ishk ka
  ishk ka dard hai dard hai ishk ka
  ishk ka dard hai dard hai ishk ka
  ishk ka dard hai dard hai ishk ka
  
  meri dunia me aake mat ja mat ja
  kahi mat ja
  meri dunia me aake mat ja mat ja
  kahi mat ja
  meri dunia me aake mat ja mat ja
  mat ja
  meri dunia me aake mat ja mat ja
  kahi mat ja
  
  kya maine pa liya hai
  kya maine kho diya hai
  shayad ye soch kar hi
  dil aaj ro diya hai
  tu hi to tha mera apna
  fir ye tuta kaisa sapna
  tu jo milke kho jayega
  jina mushkil ho jayega
  meri dunia me aake mat ja mat ja
  kahi mat ja
  ishk ka dard hai dard hai ishk ka
  ishk ka dard hai dard hai ishk ka
  ishk ka dard hai dard hai ishk ka
  ishk ka dard hai dard hai ishk ka
  
  ye ishk ki hai rahe
  mai jinpe chal raha hu
  is aag me na jane
  kab se mai jal raha hu
  mai to hu tera diwana
  tune mujhko na pahchana
  dilbar mere aisa na kar
  chahat me tu ruswa na kar
  meri dunia me aake mat ja mat ja
  kahi mat ja
  meri dunia me aake mat ja mat ja
  mat ja
  meri dunia me aake mat ja mat ja
  kahi mat ja
  meri dunia me aake mat ja mat ja
  kahi mat ja
  ishk ka dard hai dard hai ishk ka
  ishk ka dard hai dard hai ishk ka
  ishk ka dard hai dard hai ishk ka
  ishk ka dard hai dard hai ishk ka
  ishk ka dard hai dard hai ishk ka
  ishk ka dard hai dard hai ishk ka
  ishk ka dard hai dard hai ishk ka