Tere Bin Jeena Nahi Lyrics
tere bin jeena nahi o meri jaane wafaa
tere bin jeena nahi o meri jaane wafaa
zindagi bhar saath reh kar
mujhe hona nahi hai judaa
zindagi bhar saath reh kar
mujhe hona nahi hai judaa
tere bin jeena nahi o meri jaane wafaa
tu mili to mujhe mil gayi zindagi ki har khushi
tu mili to mujhe mil gayi zindagi ki har khushi
jism main hu meri jaan hai tu bin tere main kuch nahi
kahe kya sun zara aati jaati saanson ki sadaa
tere bin jeena nahi o meri jaane wafaa
zindagi bhar saath reh kar mujhe hona nahi hai judaa
tere bin jeena nahi o meri jaane wafaa
zehn mein mere har ghadi tera hi khayaal hai
zehn mein mere har ghadi tera hi khayaal hai
tu nahi to ye khushiya sanam
jaise ik balaal hai aa bhi jaa aa bhi jaa
sabr ka le yu intehan tere