O Palanhare, Nirgun Aur Nyare Lyrics
o palanhare, nirgun aur nyare -2, tumare bin hamara kaunon nahee
  hamaree uljhan suljhao bhagwan, tumare bin hamara kaunon nahee
  tumhe hamaka ho sambhale, tumhe hamare rakhwale
  tumare bin hamara kaunon nahee - (3)
  
  chanda me tumhe toh bhare ho chandni, suraj me ujala tumhe se
  yeh gagan hai magan, tumhe toh diye ho isse tare
  bhagwan yeh jivan tumhe naa sanwaroge, toh kya koee sanware
  o palanhare nirgun aur nyare, (tumare bin hamara kaunon nahee -2)
  
  jo suno toh kahe prabhuji hamaree hai binati, dukhi jan ko dhiraj do
  hare nahee woh kabhee dukh se
  tum nirbal ko raksha do, reh paye nirbal sukh se
  bhakti ko shakti do - (2)
  jag ke jo swami ho, itani toh araj suno
  hai path me andhiyare, dedo vardan me ujiyare
  
  (o palanhare, nirgun aur nyare, tumare bin hamara kaunon nahee
  hamaree uljhan suljhao bhagwan, tumare bin hamara kaunon nahee) - (3)
                            
                            
                        