Yahi Hai Meri Zindagi Lyrics
yahi hai meri zindagi main naachunga gaaunga yahi bulau tumko jo kabhi to aa jana yahi hai meri zindagi main naachunga gaaunga yahi bulau tumko jo kabhi to aa jana aa jana, aa jana khush rahna, sabko hansana rutha ho usko manana khushi hai bas yahi khush rahna, sabko hansana rutha ho usko manana khushi hai bas yahi yahi hai meri zindagi main naachunga gaaunga yahi bulau tumko jo kabhi to aa jana aa jana, aa jana maalik ho tum apne dil ke chalna kya itna sambhal ke ye kaisi zindagi maalik ho tum apne dil ke chalna kya itna sambhal ke ye kaisi zindagi yahi hai meri zindagi main naachunga gaaunga yahi bulau tumko jo kabhi to aa jana aa jana, aa jana jo kahta hu sunte jaao khaao peeyo naacho gaao khushi hai bas yahi jo kahta hu sunte jaao khaao peeyo naacho gaao khushi hai bas yahi yahi hai meri zindagi main naachunga gaaunga yahi bulau tumko jo kabhi to aa jana yahi hai meri zindagi main naachunga gaaunga yahi bulau tumko jo kabhi to aa jana aa jana, aa jana