Aur Kya Aur Kya Lyrics
tum aaye to hawao me ek nasha hai
  tum aaye to fijao me rang sa hai
  ye rang saare hai bas tumhare
  aur kya aur kya aur kya
  aur kya aur kya aur kya
  tum aaye to hawao me ek nasha hai
  tum aaye to fijao me rang sa hai
  ye rang saare hai bas tumhare
  aur kya aur kya aur kya
  aur kya aur kya aur kya
  
  tum aaye ho toh ye dekh lo 
  naya naya sa lage ye jaha 
  hansi hansi hai yeh jamin 
  dhula dhula sa hai yeh aasmaan
  tum ho to hai yeh sama
  aur kya aur kya aur kya aur kya
  
  dhadak raha hai dil mera 
  jhuki jhuki hai palke yaha 
  jo dil me ho woh kah bhi do 
  ruki ruki si hai yeh dastan
  jazbat mange jaban
  aur kya aur kya aur kya aur kya
  
  tum aaye to hawao me ek nasha hai
  tum aaye to fijao me rang sa hai
  ye rang saare hai bas tumhare
  aur kya aur kya aur kya
  aur kya aur kya aur kya
                            
                            
                        