Kaha Hai Wo Diwana Lyrics
kaha hai wo diwana
  mujhe jisne banaya nishana ho nishana
  kaha hai kaha hai kaha hai wo diwana
  mujhe jisne banaya nishana ho nishana
  
  mai usko na chodungi mai uska dil todungi
  dil ka rishta jodungi sunle aye jamana
  kaha hai wo diwana mujhe jisne banaya 
  nishana ho nishana
  
  tu to ud jayega mere daman ki hawa se
  tu to ud jayega mere daman ki hawa se
  tujh pe chalau teer kya mai nigah se
  or koi mastana hai jo mera hai diwana
  waise to anjana hai par dost mera purana
  kaha hai wo diwana mujhe jisne banaya 
  nishana ho nishana
   
  bato se bachega meri ghato se bachega
  bato se bachega meri ghato se bachega
  kab tak wo mastana mulakato se bachega
  chakri basilne ka dil ka gulshan khilne ka
  ek na ek din milne ka ban jayega bahana
  kaha hai wo diwana mujhe jisne banaya 
  nishana ho nishana kaha hai kaha hai
                            
                            
                        