Mai Sar Jhukaaye Hue Lyrics
mai sar jhukaye huye dard ko chhupaye huye palat ke aaya to har raah gujar rahi thi main sochta hun abhi chirag roshan the kabhi ye shahar mera zameen meri thi um ke thahre ajnabi itni mulakaton ke baad hum ke thahre ajnabi itni mulakaton ke baad phir banenge aashiyaan phir banenge aashiyaan itni mulakaton ke baad hum ke thahre ajnabi kab najar mein aayegi bedaag sabze ki baat kab najar mein aayegi bedaag sabze ki baat umar ke dhabbe dhulenge umar ke dhabbe dhulenge kitni barsaton ke baad umar ke dhabbe dhulenge kitni barsaton ke baad hum ke thahre ajnabi itni mulakaton ke baad hum ke thahre ajnabi the bahut bedard lamhe khtam darde ishq ke the bahut bedard lamhe khtam darde ishq ke the bahut bemahar subahe the bahut bemahar subahe mehaebaan raato ke baad the bahut bemahar subahe mehaebaan raato ke baad hum ke thahre ajnabi itni mulakaton ke baad unse jo kahne gaye the faiz ja sadka kiye unse jo kahne gaye the faiz ja sadka kiye unse jo kahne gaye the faiz ja sadka kiye ankahi hi rah gayi ankahi hi rah gayi wo baat sab baaton ke baad ankahi hi rah gayi wo baat sab baaton ke baad hum ke thahre ajnabi itni mulakaton ke baad phir banenge aashiyaan itni mulakaton ke baad phir banenge aashiyaan itni mulakaton ke baad hum ke thahre ajnabi hum ke thahre ajnabi hum ke thahre ajnabi hum ke thahre ajnabi