Bhaabhi Kangan, Jis Desh Men Gangaa Rahataa Hai Lyrics
bhaabhi kangan khanakaati hai aur maa loriya gaati hai bhaabhi kangan khanakaati hai aur maa loriya gaati hai maddham maddham si pavan chale koyaliya git sunaati hai bachcha vaha aaj bhi chaand ko chandamaama kehta hai jis desh me ganga rehta hai, jis desh me ganga rehta hai bhaabhi kangan khanakaati hai aur maa loriya gaati hai maddham maddham si pavan chale koyaliya git sunaati hai bachcha vaha aaj bhi chaand ko chandamaama kehta hai jis desh me ganga rehta hai, jis desh me ganga rehta hai gaanv ka panghat panghat ka paani bhare gagariya koi divaani thandi thandi puravaayi me mithi mithi khushbu mat puchho us khushbu me hota hai kaisa jaadu jaadu aisa hota hai ke har koi jhumata rehta hai jis desh me ganga rehta hai, jis desh me ganga rehta hai bhaabhi kangan khanakaati hai aur maa loriya gaati hai maddham maddham si pavan chale koyaliya git sunaati hai dil me basa kar gaanv ki mamta shahar me aaya mai jogi ramta dil me basa kar gaanv ki mamta shahar me aaya mai jogi ramta sukh duhkh saare maan kar aur un ko apna kar tarah tarah ke naato se ghar ban jaata hai sundar pal pal sachche rishto ka vaha pyaar barasta hai jis desh me ganga rehta hai, jis desh me ganga rehta hai bhaabhi kangan khanakaati hai aur maa loriya gaati hai maddham maddham si pavan chale koyaliya git sunaati hai bachcha vaha aaj bhi chaand ko chandamaama kehta hai jis desh me ganga rehta hai, jis desh me ganga rehta hai jis desh me ganga rehta hai, jis desh me ganga rehta hai jis desh me ganga rehta hai, jis desh me ganga rehta hai lyrics typed by: neha gupta