Itna To Hua Ae Dil Lyrics
kisse teri nazar ne sunaye na fir kabhi humne bhi dil ke dag dikhaye na fir kabhi ae yaad dost aaj tu ji bhar ke dil dukaa shayad ye raat hi jake aaye na fir kabhi itna to hua ae dil itna to hua ae dil ek shakhs ke jaane se bichhade huye milate hain bichhade huye milate hain kuch dost purane se itna to hua ae dil ek shakhs ke jaane se itna to hua ae dil ek aag hai jungle ki rusvaai ka charcha bhi ek aag hai jungle ki rusvaai ka charcha bhi dushman bhi chale aaye dushman bhi chale aaye milane ke bahane se itna to hua ae dil ek shakhs ke jaane se itna to hua ae dil ab mera safar tanha ab uski juda manjil ab mera safar tanha ab uski juda manjil puchho na pata uska puchho na pata uska tum mere thikane se itna to hua ae dil ek shakhs ke jaane se itna to hua ae dil roshan ho ve viraane khush ho gayi duniya bhi roshan roshan ho ve viraane khush ho gayi duniya bhi kuch hum bhi sukun se hain kuch hum bhi sukun se hain ghar apna jalane se itna to hua ae dil ek shakhs ke jaane se itna to hua ae dil rusvaai to vaise bhi takdeer hai aashiq ki rusvaai to vaise bhi takdeer hai aashiq ki zillat bhi mili humko zillat bhi mili humko ulfat ke fasane se itna to hua ae dil ek shakhs ke jaane se itna to hua ae dil