Yeh Mana Meri Jaan Mohabbat Saza Hai Lyrics
hay tauba-tauba ye jawani ye jawani ka garur ishk ke samne sar phir bhi jhukana hi pada kaisa kahete the na aayenge, na aayenge magar dil ne is tarah pukara tumhe aana hi pada yeh mana meri jaan mohabat saja hai yeh mana meri jaan mohabat saja hai maja isme itna magar kisliye hai maja isme itna magar kisliye hai woh ek bekarari jo ab tak idhar thi woh hi bekarari udhar kisliye hai abhi tak toh idhar thi udhar kisliye hai kisliye hai ha kisliye hai ha yeh mana meri jaan mohabat saja hai maja isme itna magar kisliye hai maja isme itna magar kisliye hai behalna na jane badalna na jane tamanna machal ke sambhalna na jane tamanna machal ke sambhalna na jane behalna na jane badalna na jane hay tamanna machal ke sambhalna na jane behalna na jane badalna na jane ho ho tamanna machal ke sambhalna na jane ha tamanna machal ke sambhalna na jane karib aur aao kadam toh badhaao juka du na me sar toh sar kisliye hai juka du na me sar toh sar kisliye hai ha yeh mana meri jaan mohabat saja hai maja isme itna magar kisliye hai maja isme itna magar kisliye hai najare bhi dekhe ishare bhi dekhe kayi khubsurat sahare bhi dekhe kayi khubsurat sahare bhi dekhe najare bhi dekhe ishare bhi dekhe kayi khubsurat ha sahare bhi dekhe naam kya chij hai ijjat kya hai sone chandi ki hakikat kya hai lakh bahlaaye koyi daulat se pyar ke samne daulat kya hai ho ho najare bhi dekhe ishare bhi dekhe hay kayi khubsurat sahare bhi dekhe kayi khubsurat sahare bhi dekhe jo maikhane ja kar main sagar uthaau toh phir yeh nashili najar kisliye hai toh phir yeh nashili najar kisliye hai ha yeh mana meri jaan mohabat saja hai maja isme itna magar kisliye hai maja isme itna magar kisliye hai tumhi ne savanra tumhi ne sajaya mere sune dil ko tumhi ne basaya mere sune dil ko tumhi ne basaya tumhi ne savanra tumhi ne sajaya mere sune dil ko tumhi ne basaya jis chaman se bhi tum gujar jao har kali par nikhar aa jaye ruth jo toh ruth jaaye khuda aur jo has do toh bahar aa jaye ho ho tumhi ne savanra tumhi ne sajaya hay mere sune dil ko tumhi ne basaya mere sune dil ko tumhi ne basaya tumhare kadam se hai ghar me ujala agar tum nahi toh yeh ghar kisliye hai agar tum nahi toh yeh ghar kisliye hai ha yeh mana meri jaan mohabat saja hai maja isme itna magar kisliye hai woh ek bekarari jo ab tak idhar thi woh hi bekarari udhar kisliye hai woh hi bekarari udhar kisliye hai