Anjane (Faisal Kapadia) Lyrics

dekha tujhe to hua, hua main deewana dekh ke aisa laga, laga saathi puraana huye begaane kyun, huye anjane kyun dekha tujhe to hua, hua main deewana ye rasta mera, ye rasta tera hai donon ki manzil juda hum do humsafar, hum do ajnabi hum dono ka ek khuda huye begaane kyun, huye anjaane kyun dekha tujhe to hua, hua main deewana dekh ke aisa laga, laga saathi puraana rangon me tu, khwabon me tu phulon me tu hai chupa jungle me tu sehra main tu nazron me tu hai basa huye begaane kyun, huye anjane kyun dekha tujhe to hua, hua main deewana dekh ke aisa laga, laga saathi puraana huye begaane kyun, huye anjane kyun huye begaane kyun, huye