Main Teri Gunahgaar Hu, Main Tujhse Sharsar Hu Lyrics

main teri gunahgar hoon main tujhse se sharmsar hoon par maaf karna yaar main fir bhi tera pyar hoon par maaf karna yaar main fir bhi tera pyar hoon main teri gunahgar hoon main tujhse se sharmsar hoon par maaf karna yaar main fir bhi tera pyar hoon par maaf karna yaar main fir bhi tera pyar hoon main teri gunahgar hoon pathar ko hira jan kar dil me basa liya pathar ko hira jan kar dil me basa liya lekin teri wafaon se maine daga kiya maine daga kiya chahe teri nigaho me chahe teri nigaho me kitni khata vaar hoon par maaf karna yaar main fir bhi tera pyar hoon par maaf karna yaar mai fir bhi tera pyar hoon mai teri gunahgar hoon duniya me hai bana huaa dastur pyar ka duniya me hai bana huaa dastur pyar ka jab dil mile to dekh le kya kasur pyar ka kya kasur pyar ka khoya hua luta huaa ho ho ho khoya hua luta huaa main tera etbar hoon par maaf karna yaar main fir bhi tera pyar hoon par maaf karna yaar mai fir bhi tera pyar hu mai teri gunahgar hu tu kaun hai main kaun hoon is bat se na dar tu kaun hai main kaun hoon is bat se na dar ja tujhko maaf kar diya tu mujhko maaf kar tu mujhko maaf kar dilbar mera bechain hai dilbar mera bechain hai to main bhi bekarar hoon par maaf karna yaar main fir bhi tera pyar hoon par maaf karna yaar main fir bhi tera pyar hoon main tera gunahgar hoon main tujhse se sharmsar hoon par maaf karna yaar main fir bhi tera pyar hoon par maaf karna yaar main fir bhi tera pyar hoon