Allah Allah Mai Hui Jawa Lyrics

dil dene ke din aaye dil lene ke din aaye pagal hone ke din aaye ghayal hone ke din aaye allah allah mai hui jawa allah allah wo hai kaha allah allah mai hui jawa allah allah wo hai kaha aa bhi jao piya jal raha hai jiya ye aag hai kaisi lagi uthta nahi dhua allah allah mai hui jawa allah allah wo hai kaha allah allah mai hui jawa allah allah wo hai kaha ye dard kaisa jage bechaini achchhi lage ab na kate rat din saiya mere tere bin dil ye ghere haule haule dil ye dhak dhak dhak dhak bole jane kaisi masti chayi achchhi lagti hai tanhayi bechain hai dhadkan meri bahke mere arman allah allah mai hui jawa allah allah wo hai kaha allah allah mai hui jawa allah allah wo hai kaha ho tune jo dali najar mai ho gayi bekhabar hone laga hai asar chadhne laga hai jahar koi jadu sa lahraye thodi bhi duri tadpaye mujhko baho me tu bhar le jo bhi dil chahe wo kar le didar kar mujhe pyar tadpa na meri jan allah allah mai hui jawa allah allah wo hai kaha allah allah mai hui jawa allah allah wo hai kaha allah allah mai hui jawa allah allah wo hai kaha aa bhi jao piya jal raha hai jiya ye aag hai kaisi lagi uthta nahi dhua allah allah mai hui jawa allah allah wo hai kaha allah allah mai hui jawa allah allah wo hai kaha allah allah mai hui jawa allah allah wo hai kaha lyrics typed by: neha gupta