Gana Mere Bas Kee Bat Nahee Lyrics

mori gagri naa bharan det re mori gagri naa bharan det re kya huwa gao naa, nahi aaj mood nahi hain mood nahi hain, are riyaj nahi karna hain kya gana mere bas ki bat nahi to phir yahi gao gana mere bas ki bat nahi gana mere bas ki bat nahi sur aur tal kaa sath nahi sur aur tal kaa sath nahi, gana mere bas ki bat nahi koyal koi hare samundar me suro ko dhundhe kuh kuh kehke pawan bana baadal ghumta paas ke van me saans me saans nisa sa tan man se nikle megh megha ke ki soch me baadal garaje bijli cham ke bundo ki bochhar bachaye chat pe aisa taar tan badan me solva savan cha jaaye gana mere bas ki bat nahi, gana mere bas ki bat nahi sur aur tal kaa sath nahi, sur aur tal kaa sath nahi gana mere bas ki bat nahi rail bat ke patri pe natkhat jamuna ke tat radha lakh bajaye sithi peka pi aadha bhairav adha sandhya chanke gale mai goke subah chanane mandir mai shehar mai charo taraf bhid ke gorakh kaa chanta baje itna sara brindgan ho ird gird mai kyun gaav apni apni jagah khile woh sur tod ke kyo lau sur tod ke kyo lau, sur tod ke kyo lau gana mere bas ki bat nahi, gana mere bas ki bat nahi sur aur tal kaa sath nahi, sur aur tal kaa sath nahi gana mere bas ki bat nahi, gana mere bas ki bat nahi mori gagri naa bharan det re mori gagri naa bharan det re lyrics typed by: neha gupta