Aye Jane Bahar Jane Karam Lyrics

aye jane bahara jane karam mit jaye sabhi dunia ke sitam cha jaye jaha par hum hi hum gar tera sahara mil jaye aye jane bahara jane karam mit jaye sabhi dunia ke sitam cha jaye jaha par hum hi hum gar tera sahara mil jaye aye jane bahara jane karam hum pyar ke rahi aakhir to ab aa hi gaye is manjil me hum pyar ke rahi aankhir to ab aa hi gaye is manjil me jalwe to hazaro dekh liye dekha nahi tujhsa mahfil me aa jaye jamana jere kadam aa jaye jamana jere kadam gar tera sahara mil jaye aye jane bahara jane karam mit jaye sabhi dunia ke sitam cha jaye jaha par hum hi hum gar tera sahara mil jaye aye jane bahara jane karam ho jaye jo hum par ek najar us ek najar ka kya kahna ho jaye jo hum par ek najar us ek najar ka kya kahna jo julf ki chaw me gujre un shamo shahar ka kya kahna ho jaye jigar me dard bhi kam ho jaye jigar me dard bhi kam gar tera sahara mil jaye aye jane bahara jane karam mit jaye sabhi dunia ke sitam cha jaye jaha par hum hi hum gar tera sahara mil jaye aye jane bahara jane karam