Kaha Gaye Mamata Bhare Din Lyrics
kaha gaye mamta bhare din kaise koyi jiye maa tere bin kaha gaye mamta bhare din kaise koyi jiye maa tere bin o maa tujhe dhundhun mai kaha o maa ke bina suna hai jahan kaun bhala duniya me maa ki jagah le saka koyi keh de kya hoti hai maa aakhir maa hoti hai maa hatho se khilay ke baaho me jhulaye ke bahano ki rah me tune najare bichha din loriya sunay ke hamako sulay ke apana na socha hampe ninde bhi luta din maa ki parachhayi han hai meraa bhayi kaun bhala duniya me maa ki jagah le saka koyi keh de kya hoti hai maa aakhir maa hoti hai maa babul ka pyar tu maa ka dular tu tere hote maa babul ki yad bhi na aayi tu hamara vir hai yeh bhi takdir hai bahano ki rakhi chume bhaiya ki kalayi dhup kya pata nahi gam kya pata nahi tere saye me mamta ki chhanv hi mili hai aansu kya pata nahi dard kya pata nahi tere angana me yeh kaliya phul si khili hain maa ki parachhayi ha hai meraa bhayi kaun bhala duniya me maa ki jagah le saka koyi keh de kya hoti hai maa aakhir maa hoti hai maa tere jaisi ha hoti hai maa mamta bhare har pal har din kaise milenge bhaiya hame tere bin mamta bhare har pal har din kaise milenge bhaiya hame tere bin chahe koyi dhundh le jahan o aisa bhayi milega kaha hai yeh duwa har bhayi bhayi ho teri tarah maa jaisi shital puravayiya ha aakhir hai apna bhaiya