Kaha Gaye Mamta Bhare Din (Version 2) Lyrics
kaha gayi mamta bhare din kaise koi jiye maa tere bin kaha gayi mamta bhare din kaise koi jiye maa tere bin o maa tujhe mai dundhu kaha ho ma ke bina suna hai jahan kaun bhala duniya me maa ki jagah le saka koi kah de kya hoti hai maa aakhir maa hoti hai maa hatho se khilai ke baho me jhulaike bahane ki raho me najare bicha di loriya sunai ke hamko sulai ke apna na socha hampe nind bhi luta di maa ki parchai ha hai mera bhai kaun bhala duniya me maa ki jagah le saka koi kah de kya hoti hai maa aakhir maa hoti hai maa babul ka pyar tu maa ka dular tu tere maa babul ki yaad bhi na aayi tu hamara beer hai ye bhi hamari taqdeer hai behno ki rakhi chume baiya ki kalai dhup kya pata nahi gham kya pata nahi tere saye me mamata ki chanv hi mili hai aanshu kya pata nahi dard kya pata nahi tere angana me ye kaliya phul si khiliu hai maa ki parchai hai hai mera bhai kaun bhala duniya me maa ki jagah le saka koi kah de kya hoti hai maa aakhir maa hoti hai maa tere jaisi ha hoti hai maa mamata bhare har pal har din kaise milenge bhaiya hame tere bin tere jaisi ha hoti hai maa mamata bhare har pal har din kaise milenge bhaiya hame tere bin chahe koi dhund le jahan aisa bhai milega kaha hai ye dua har bhai bhai ho teri tarah maa jaisi sheetal purvaiya aakhir hai apna bhaiya lyrics typed by : priya bhati