Panchhi Nadiya Pawan Ke Jhonke Lyrics

panchhi nadiya pawan ke jhonke, koi sarhad na inhe roke panchhi nadiya pawan ke jhonke, koi sarhad na inhe roke sarhad insano ke liye hain socho tumne aur maine kya paya insan hoke panchhi nadiya pawan ke jhonke, koi sarhad na inhe roke sarhad insano ke liye hain socho tumne aur maine kya paya insan hoke jo hum dono panchhi hote tairte hum is neel gagan me pankh pasare saari dharti apni hoti, apne hote saare najare khuli fizao me udate, khuli fizao me udate apne dilo me hum saara pyar samaake panchhi nadiya pawan ke jhonke, koi sarhad na inhe roke sarhad insano ke liye hain socho tumne aur maine kya paya insan hoke jo main hoti nadiya aur tum pawan ke jhonke to kya hota jo main hoti nadiya aur tum pawan ke jhonke to kya hota pawan ke jhonke nadi ke tan ko jab chhute hain pawan ke jhonke nadi ke tan ko jab chhute hain lehare hi lehare banti hain hum dono jo milte to kuch aisa hota sab kehte ye lehar lehar jaha bhi jaaye inko na koi toke panchhi nadiya pawan ke jhonke,koi sarhad na inhe roke sarhad insano ke liye hain socho tumne aur maine kya paya insan hoke panchhi nadiya pawan ke jhonke, koi sarhad na inhe roke lyrics typed by: neha gupta