Tere Pyar Ne (Female) Lyrics
tere pyar ne sanam jadu kya kar diya
  ha tere pyar ne sanam jadu kya kar diya
  jane kaisa nasha cha raha 
  tere pyar ne sanam jadu kya kar diya
  jane kaisa nasha cha raha
  tere pyar ne sanam jadu kya kar diya
  
  jhumti hawao batao jara mai kaha hu
  jhumti hawao batao jara mai kaha hu
  chedti fizao samjhao jara
  anjane hi mujhe kya hua
  tere pyar ne sanam jadu kya kar diya
  ha tere pyar ne sanam jadu kya kar diya
  
  bajuo me aake ye mujhko laga sharam kya hai
  bajuo me aake ye mujhko laga sharam kya hai
  na kabhi ye pahle tha mujhko pata
  haan tune hamnawa kya kiya
  tere pyar ne sanam jadu kya kar diya
  tere pyar ne sanam jadu kya kar diya
  jane kaisa nasha cha raha
  tere pyar ne sanam jadu kya kar diya
  ha jadu kya kar diya
  ho jadu hu hu hu
                            
                            
                        