Naam Lyrics
aa aa sau naamo me sabse hasin ek naam tumhara naam sau naamo me sabse hasin ek naam tumhara naam mere liye kudrat ka ek inaam tumhara naam mere liye kudrat ka ek inaam tumhara naam sau naamo me sabse hasin ek naam tumhara naam kabhi kiran sa jhil ke andar kabhi diya sa mandir me kabhi kiran sa jhil ke andar kabhi diya sa mandir me kya kay rup dikhata hain, har shaam tumhara naam sau naamo me sabse hasin ek naam tumhara naam daudate bhaagte shahro ki tuti bikhari si raato me daudate bhaagte shahro ki tuti bikhari si raato me aankho ki nind aur dil ka aaram tumhara naam sau naamo me sabse hasin ek naam tumhara naam chaand nahi hain eid ka lekin aksar eid ki khushiyo ka chaand nahi hain id ka lekin aksar eid ki khushiyo ka chand se pahle deta hain, paigaam tumhara naam sau naamo me sabse hasin ek naam tumhara naam mere liye kudrat ka ek inaam tumhara naam sau naamo me sabse hasin ek naam tumhara naam sau naamo me sabse hasin ek naam tumhara naam