Aasmaan Ke Paar Shaayad Aur Koyee Aasmaan Hoga Lyrics

asman ke paar shayad aur koyi asman hoga asman ke paar shayad aur koyi asman hoga badalo ke parvato par koyi barish ka makan hoga mai hawa ke paro pe kaha ja raha hu kaha kabhi udta huwa, kabhi mudta huwa mera raasta chala o ho ho ho mai hawa ke paro pe kaha ja raha hu kaha mere panv ke tale ki yeh jamin chal rahi hai kahi dhup thandi thandi, kahi chhaw jal rahi hai iss jamin ka aur koyi asman hoga hoga asman, ho asman hoga mai hawa ke paro pe kaha ja raha hu kaha in lambe rasto par sab tej chalte honge in lambe rasto par sab tej chalte honge copy ke panno jaise yaha din palatte honge sham ko bhi subah jaisa kya sama hoga hoga kya sama, kya sama hoga mai hawa ke paro pe kaha ja raha hu kaha asman ke paar shayad aur koyi asman hoga aur koyi asman hoga badalo ke parbato par koyi barish ka makan hoga, hoga ho mai hawa ke paro pe kaha ja raha hu kaha kabhi udta huwa, kabhi mudta huwa mera raasta chala o ho ho ho mai hawa ke paro pe kaha ja raha hu kaha mai hawa ke paro pe kaha ja raha hu kaha mai hawa ke paro pe kaha ja raha hu kaha