Suraj Ke Jaise Hai Lyrics

suraj ke jaisa hai tu ek aadmi tujhe kaisa grahan laga tujhe kaisa grahan laga yeh waqt kya pada tere samne zaher khula kaisa yeh teri chah mein teri hasi ko teri khushi ko waqt ne yu chhina kyu bata chanda ke jaisa hai tu ek aadmi tujhe kaisa grahan laga tujhe kaisa grahan laga nafrat si sab ke dil mein paida yeh ho gayi hai samjhe na koi bhi yaha sach kya hai jhuth kya hai yeh kaisi dastan hai jaane na koi bhi yaha ek rab janata tune na ki khata phir bhi kyu mujrim tu ban gaya bata dil mein andhera kyu ho gaya bata suraj ke jaisa hai tu ek aadmi tujhe kaisa grahan laga tujhe kaisa grahan laga tere kadam sahi hai phir bhi galat bane hai duniya ki nazro mein tu raam roop hai jo kalyug mein aa gaya hai tu hai fasa uljan mein ek rab janata tune na ki khata phir bhi kyu mujrim tu ban gaya bata dil mein andhera kyu ho gaya bata suraj ke jaisa hai tu ek aadmi tujhe kaisa grahan laga tujhe kaisa grahan laga aankhon se tune apne amreet diya khushi ka dharm kiya karm kiya ha dharm raaj tu hai yamdharm raaj bole kyu tujhko yeh duniya ek rab janata tune na ki khata phir bhi kyu mujrim tu ban gaya bata dil mein andhera kyu ho gaya bata suraj ke jaisa hai tu ek aadmi tujhe kaisa grahan laga tujhe kaisa grahan laga tujhe kaisa grahan laga