Naam Kya Hai Lyrics
naam kya hai yahi zalim to sab kuchh hain par main wo nahi hain tu yahi dukh hain he naam kya hai yahi zalim to sab kuchh hain are par main wo nahi hain tu yahi dukh hain ab to huye hum tere diwane jaiye phir pagal khane baat meri duniya maane phir kya kahogi bak bak hain naam kya hai yahi zalim to sab kuch hain par main wo nahi hain tu yahi dukh hain ab to huye hum tere diwane are jaaiye phir pagal khane baat meri duniya mane phir kya kahogi bak bak hain naam kya hai yahi zalim to sab kuchh hain par main wo nahi hain tu yahi dukh hain ye vehamo ka jaal hain achhi teri chaal hain kitana chahun main tujhe maili na karna mujhe ho ye vehamo ka jaal hain achhi teri chaal hain kitana chahun main tujhe are maili na karna mujhe tauba tauba kya keh dala aay haye bichara dilwala dekho meri halat kya hain dekho meri surat kya hain kyaa pyari surat hain sab usi ki ronak hain naam kya hai yahi zalim to sab kuchh hain par main wo nahi hain tu yahi dukh hain ab to huye hum tere diwane jaiye phir pagal khane baat meri duniya mane phir kya kahogi bak bak hain naam kya hai Yahi zalim to sab kuchh hain par main wo Nahi hain tu yahi dukh hain jaldi phuto yaar tum samjho mera pyar tum bholapan to dekhiye sachche mann ko dekhiye are jaldi phuto yaar tum samjho mera pyar tum bholapan to dekhiye sachche mann ko dekhiye yaani tera dil sachcha hain chaal chalan ka bhi achha hain pichha chhodo tab jaanu main sachcha hoon to kyun manu main jhutha kaam jhutha naam naam me kyaa rakha hain naam kya hai yahi zalim to sab kuchh hain par main wo nahi hain tu yahi dukh hain ab to huye hum tere diwane jaaiye phir pagal khane baat meri duniya maane phir kya kahogi bak bak hain naam kya hai yahi zalim to sab kuchh hain par main wo nahi hain tu yahi dukh hain