Ashaar Mere Yun To Zamane Ke Liye Hain Lyrics

ashaar mere yun to zamane ke liye hain ashaar mere yun to zamane ke liye hain kuch teri fakat unko sunane ke liye hain kuch teri fakat unko sunane ke liye hain ab ye bhi nahi thik ke har dard mita de ab ye bhi nahi thik ke har dard mita de kuch dard kaleze se lagane ke liye hain kuch dard kaleze se lagane ke liye hain ashaar mere yun to zamane ke liye hain aankhon mein jo bhar loge to kante se bhede aankhon mein jo bhar loge to kante se bhede ye faag to palakon pe sajane ke liye hain ye faag to palakon pe sajane ke liye hain ashaar mere yun to zamane ke liye hain dekhu tere hathon ko to lagta hai tere hath dekhu tere hathon ko to lagta hai tere hath mandir mein fakat deep jalane ke liye hain mandir mein fakat deep jalane ke liye hain ashaar mere yun to zamane ke liye hain socho to badi chiz hai tahzib badan ki socho to badi chiz hai tahzib badan ki varna to badan aag bujhane ke liye hain varna to badan aag bujhane ke liye hain ashaar mere yun to zamane ke liye hain kuch teri fakat unko sunane ke liye hain