Jindagee Yu Hui Basar Tanha Lyrics

zindagi yu huyi basar tanha zindagi yu huyi basar tanha kaafila sath aur safar tanha zindagi yu huyi basar tanha apne saaye se chauk jate hain apne saaye se chauk jate hain umar gujri hai is kadar tanha umar gujri hai is kadar tanha raat bhar bolte hain sannate raat bhar bolte hain sannate raat kaate koi kidhar tanha raat kaate koi kidhar tanha din gujarta nahi hai logo me din gujarta nahi hai logo me raat hoti nahi basar tanha raat hoti nahi basar tanha humne darwaje tak to dekha tha humne darwaje tak to dekha tha phir na jane gaye kidhar tanha phir na jane gaye kidhar tanha kaafila sath aur safar tanha zindagi yu huyi basar tanha