Ay Mere Humsafar Lyrics

ae mere humsafar, pyar me bekhabar aaj hum tum sanam, had se jaye gujar umar ki ye dagar, aaye na laut kar aaj hum tum sanam, had se jaye gujar bas ye pyar hi, apni hai khata chahe maut ki duniya se saza honge na juda jeete ji dilbar ae mere humsafar, pyar me bekhabar aaj hum tum sanam, had se jaye gujar umar ki ye dagar, aaye na laut kar aaj hum tum sanam, had se jaye gujar armano ki lay badhne lagi hai shayad pyar ki manjil yahi hai tu pyasi nadi, main tera saagar ae mere humsafar, pyar me bekhabar aaj hum tum sanam, had se jaye gujar umar ki ye dagar, aaye na laut kar aaj hum tum sanam, had se jaye gujar