Daher Mein Naqshe Wafa Lyrics
daher me naqsh-e-wafa 
  daher me naqsh-e-wafa 
  wajah-e-tasalli na hua
  hai wo lafz jo 
  hai wo lafz jo, sharminda-e-maani na hua 
  daher mein naqsh-e-wafa 
  
  maine chaaha tha ki 
  andoh-e-wafa se chhutn
  maine chaaha thhaa ki 
  andoh-e-wafa se chhutn
  wo sitamgar mere 
  wo sitamgar mere
  marne pe bhi raazi na hua 
  daher me naqsh-e-wafa 
  
  hun tere waada na karne pe 
  bhe raazi the kabhi 
  hun tere waada na karne pe 
  bhe raazi ke kabhi 
  gosh minnat kash-e 
  gosh minnat kash-e-gubang-e-tasalli na hua 
  daher me naqsh-e-wafa 
  
  kisse mahrumiye kismat ki shikaayat kije 
  kisse mahrumiye kismat ki shikaayat kije 
  humne chahaa tha ki 
  humne chahaa tha ki, mar jaayen so wo bhi na hua 
  daher me naqsh-e-wafa
                            
                            
                        