Is Tarha Pyaar Se Lyrics
is tarah pyar se tumne dekha sanam kya kahe kya hua hum rahe ab na hum tumhara kya gaya humara dil gaya ki ab dil ko sanam kahan dhundhenge hum is tarah pyar se tumne dekha sanam kya kahe kya hua hum rahe ab na hum tumhara kya gaya humara dil gaya ki ab dil ko sanam kahan dhundhenge hum na hum jante tumhe na pahchante ho tum ye achchha nahi hain jo kiye tumne hosh gum tumhe ye khabar hain kya ye darde jigar hain kya badi khub dillagi mere sath tumne ki tumhara kya gaya humara dil gaya ki ab dil ko sanam kahan dhundhenge hum is tarah pyar se tumhare bina hume na an chain aayega humara khyal to tumhe bhi satayega yahi sach hain maan lo na yun imtihaan lo juda hoke jana ke ab aajmaaon na tumhara kya gaya humara dil gaya ki ab dil ko sanam kahan dhundhenge hum is tarah pyar se tumne dekha sanam kya kahe kya hua hum rahe ab na hum tumhara kya gaya humara dil gaya ki ab dil ko sanam kahan dhundhenge hum is tarah pyar se tumne dekha sanam