Sapno Ke Des Me Palko Ki Chhanv Me Lyrics
sapno ke des me palko ki chhanv me
  pyar ke naam ka woh jo ek mod hai
  ha usi mod par maine dekha tumhe toh mujhko laga
  tum toh khilati kali, tum ho chanchal kiran
  chhalaki chhalaki nadi mehka mehka chaman
  tumse hai tazagi tumse hai jindagi toh maine kaha
  
  ha ha yeh pyar hai aur abb toh khul ke mujhko ikarar hai
  mai divana hu mujhe pyar hai, sun le dilruba

  mai toh hairan hu kya kahu kya karu
  julf ya raat hai, chehra ya chandani
  honth ya phul hain, baat ya ragini
  kise hai pata ai hasin ai hasin dilruba dilnashi
  mere dil me hai kya tum nahi janati
  kabse khamosh hu, sochta hu kahu jo na kah saka