Kya Ye Sach Hai Tumko Bhi Lyrics
kya ye sach hai tumko bhi 
  mujhse pyar ho gaya
  nigaho ne jo kaha nigaho ne jo suna
  sach hai kya bolo jara
  
  sharmayi si hai aankhe magar 
  hotho pe halki hansi hai
  akhir tumhare andaz me 
  kya bat hai jo chupi hai
  bechain hu mai ke tumse sunu 
  mai dil me tumhare hai kya
  sach hai kya bolo jara
  
  kaise batau kaise kahu mere liye kaun ho tum
  tumse mili hai manjil mujhe 
  varna mai hone ko thi gum
  tum sath laye mohabbat ke saye 
  kwabo ke jaisi fija
  ha sach kaha sach kaha
  ha ye sach hai tumse hi mujhko pyar ho gaya
  nigaho ne jo kaha nigaho ne jo suna
  ha sach kaha sach kaha
  
  o pyar me dubi ye dhadkane 
  pehle hi mujhko sunati
  raste me thokar lag jaye to lagti hai der aate ate
  ab jo sath hai ham kyo ho koi gam
  ab jo sath hai ham to kyo ho koi gam
  jo bhi hua so hua kya ye sach hai 
  ha ye sach hai tumko bhi mujhse pyar ho gaya 
  tumse hi mujhko pyar ho gaya
  nigaho ne jo kaha nigaho ne jo suna
  sach hai kya ha sach kaha
  sach hai kya bolo jara ha