Dil Hai Aisa Rahee Lyrics
dil hai aisa raahi jisne manjil ko hi nahi jana
  dil hai aisa raahi jisne manjil ko hi nahi jana
  tanha tanha ghum raha hai kabse ye divana
  mai kya karu, kya karu
  mai kya karu, kya karu
  dil hai aisa raahi jisne manjil ko hi nahi jana
  tanha tanha ghum raha hai kabse ye divana
  mai kya karu, kya karu
  mai kya karu, kya karu
  
  hairani me hu kaise kahu
  kya gam hai mujhe kya kho gaya
  sab to hai wahi phir hai kya kami
  ai dil ye tujhe kya ho gaya
  mai kya karu, kya karu
  
  maine kya kiya din me so gaya
  ab jaaga hu mai to raat hai
  koi sath tha jab wo ja chuka
  yad aayi mujhe ik baat hai
  mai kya karu, kya karu
  mai kya karu, kya karu
  dil hai aisa raahi jisne manjil ko hi nahi jana
  tanha tanha ghum raha hai kabse ye divana
  mai kya karu, kya karu
  mai kya karu, mai kya karu