Meri Aghosh Me Lyrics
meri agosh mein mera dildar hain chain hi chain hain pyar hi pyar hain raaten hasin subah jawan masti mein hain sara jahan ab na kahi lagta mera dil sapno mein meri jaan kho jaye diwane kyu na ham ho jaye bhige phul bhiga hain chaman khushbuon se mahka hain gagan shabnamo se jal raha badan jane kyu bhige phul bhiga hain chaman khushbuon se mahka hain gagan shabnamo se jal raha badan jane kyu ras mein nhayi pawan bas mein nahi hain pyasa man aise mein bhala kya karu teri najaron se main to daru sapno mein meri jaan kho jaye diwane kyu na ham ho jaye aaj rok na mujhe sanam hain tujhe to pyar ki kasam tod dunga sare main bhram haan re haan aaj rok na mujhe sanam hain tujhe to pyar ki kasam tod dunga sare main bhram ha re haan lab ko mere chum le pahlu mein aa ke jhum le reet bhi kya khub hain kitna hasin mahbub hain sapno mein meri jaan kho jaye diwane kyu na ham ho jaye meri agosh mein mera dildar hain chain hi chain hain pyar hi pyar hain raaten hasin subah jawan masti mein hain sara jahan ab na kahi lagta mera dil sapno mein meri jaan kho jaye diwane kyu na ham ho jaye kho jaye kho jaye