Hai Pyar Toh Musafir Lyrics
kab aaye kab jaye kaha thehre kya khaye hai pyar to musafir marzi se aye jaye naraz hota hai ukta jata hai kaun jane kiski bato me aata hai bas uthta hai chala jata hai kitna koi roke kitna samjhaye hai pyar to musafir marzi se aye jaye kab aaye kab jaye kaha thehre kya khaye hai pyar to musafir marzi se aye jaye naraz hota hai ukta jata hai kaun jane kiski bato me aata hai bas uthta hai chala jata hai kitna koi roke kitna samjhaye hai pyar to musafir marzi se aye jaye kabhi umar bahr intezar karvaye kabhi darwaze pe khada muskuraye gali gali sehar sehar tahalta rahta hai na kuch sunta hai na kuch kahta hai fir bhi baitha hai sab aas lagaye kya pata kab iski rah me aa jaye hai pyar to musafir marzi se aye jaye na rupya na paisa jo koi kamaye na shrat na pani jo koi bahaye na dhoop na batti jo koi jalaye na rekha na kundali jo koi padhaye na mandir na mizjid jo koi banaye man se hi nikle aur man me hi samaye hai pyar to musafir marzi se aye jaye hai pyar to musafir marzi se aye jaye hai pyar to musafir marzi se aye jaye