Abb Ke Sawan Aise Barse Lyrics
abb ke sawan aise barse beh jaye rang meri chunar se bhige tan man jiyara tarse jam ke barse jara rut sawan ki ghata sawan ki ghata sawan ki aise jamke barse abb ke sawan aise barse beh jaye rang meree chunar se bhige tan man jiya na tarse jam ke barse jara ghdee barkha ki ladee bundo ki ladee bundo ki tut ke yu barase rut sawan ki ghata sawan ki ghata sawan ki aise jamke barse pehle pyar ki pehalee barkha kaisee aas jagaye baarish pine do mujhko mann hara ho jaye pyasee dharatee pyase arman pyasa hai aasman bhigne do har galee ko bhigne do jahan abb ke sawan aise barse beh jaye rang meree chunar se bhige tan mann jiya na tarse jam ke barse jara rut sawan ki ghata sawan ki ghata sawan ki aise jamke barse laj badree ki bahar ke motee ban jhad jaye bhig jaye sajna meraa laut ke ghar aaye duriyo kaa nahi ye mausam aaj hai wo kaha makhmali se ye phuhare ud rahee hai yaha makhmali se ye phuhare ud rahee hai yaha abb ke sawan aise barse beh jaye rang meree chunar se bhige tan mann jiya naa tarse jam ke barse jara rut sawan ki ghata sawan ki ghata sawan ki aise jamke barse jhadee barkha ki ladee bundo ki ladee bundo ki tut ke yu barse rut sawan ki ghata sawan ki ghata sawan ki aise jamke barse abb ke sawan aise barse beh jaye rang meree chunar se bhige tan mann jiya naa tarse jam ke barse jara rut sawan ki ghata sawan ki ghata sawan ki aise jamke barse jhadee barkha ki ladee bundo ki jhadee barkha kiladee bundo ki tut ke yu barse ghadi barkhaa ki ladi bundo ki ladi bundo ki tut ke yu barse