Manzil Na Koi (Male) Lyrics

manzil na ho, koi haasil na ho to hai bas naam ki zindagi manzil na ho, koi haasil na ho to hai bas naam ki zindagi koi apna na ho, koi sapna na ho to hai kis kaam ki zindagi manzil na ho, koi haasil na ho to hai bas naam ki zindagi koi apna na ho, koi sapna na ho to hai kis kaam ki zindagi manzil na ho, koi haasil na ho shama jo jale, aaye roshni nagma jo baje, gaaye raagni bebasi baant lo, gham khushi baant lo har hansi baant lo warna jeene ka matlab hai kya manzil na ho, koi haasil na ho to hai bas naam ki zindagi koi apna na ho, koi sapna na ho to hai kis kaam ki zindagi manzil na ho, koi haasil na ho kahna waqt ka koi maane na kiske dil me kya koi jaane na yaar ka naam lo, pyaar ka jaam lo chain se kaam lo aaj ka hai yahi falsafa manzil na ho, koi haasil na ho to hai bas naam ki zindagi manzil na ho, koi haasil na ho to hai bas naam ki zindagi koi apna na ho, koi sapna na ho to hai kis kaam ki zindagi manzil na ho, koi haasil na ho