Bakhuda Khullam Khulla Lyrics
geergit geergit geergit ye geergit are geergit jaisa aaj ka insaan badle pal pal rang dekh ke haal jaha ka yaaron hum to rah gaye dang baakhuda khullam khullaa kahta hai rahmad ulla baakhuda khullam khullaa kahta hai rahmad ulla teri duniya ka ya rab kaisa ye dastur hua asli ko puchhe na koi nakli mashur hua baakhuda khullam khullaa kahta hai rahmad ulla baakhuda khullam khullaa kahta hai rahmad ulla hai sab daulat ke pichhe machi hai dauda daudi jo dil bajaar me bencho denga na koi kodi hai sab daulat ke pichhe machi hai dauda daudi jo dil bajaar me bencho denga na koi kodi husn ke naam pe yaaro haa haa haay husn ke naam pe yaaro khajaane khul jaate hai usulon waale dil bhi barf se ghul jaate hai ghotala aisa tujhko kaise manjur hua baakhuda khullam khullaa kahta hai rahmad ulla naam kisi ka maal kisi ka chal nikla vyopaar jaha pe dekho garam garam chori ka bajaar naam kisi ka maal kisi ka chal nikla vyopaar jaha pe dekho garam garam chori ka bajaar aankhe rakhte hai magar haa haa haay aankhe rakhte hai magar fir bhi andhe hai kai bina aankho ke dekhe aisi bande hai kai naam hi sacchai ka duniya se dur hua baakhuda khullam khullaa kahta hai rahmad ulla heera to kaanch bana hai kaanch bana heera heera to kaanch bana hai kaanch bana heera ke ? khaaye malaai ? beda ke ? khaaye malaai ? beda heera to kaanch bana hai kaanch bana heera waah re beimaani, waah re beimaani teer ye kaise chhode gadhe par, gadhe par, gadhe par gadhe par jo na baithe daudaate hai vo ghode ber hai mahange mahange sastaa angur hua baakhuda khullam khullaa kahta hai rahmad ulla baakhuda khullam khullaa kahta hai rahmad ulla badh ke bitwa, hai bitwa, hai bitwa