Ye Jawani Hadh Kar De Lyrics
ye jawani hadh kar de bhude jawa ko mast kar de

  koi na jane kal kya ho aane wala pal kya ho 
  le maza le zindagi ka zindagi ka, zindagi ka 
  ho ye jawani hadh kar de bhude jawa ko mast kar de

  ye jawani hadh kar de
  
  rangin sama dil hai jawa sare yaha josh me
  kya rat hai kya bat hai koi nahi hosh me 
  chhaya hai kaisa nasha
  le lele zara maza le maikashi ka
  ho ye jawani hadh kar de bhude jawa ko mast kar de
  koi na jane kal kya ho aane wala pal kya ho 
  le maza le zindagi ka zindagi ka, zindagi ka 
  ye jawani hadh kar de
  
  katil bhi hai aashiq bhi hai aate hai sare yaha
  is dil me hai kya kya chhupa kisko pata meri jaa
  aaja mere pas aa
  lele zara lele maza aashiqi ka