Kisne Yaha Kisko Jana Kisne Kise Pahchana Lyrics
kisne yaha kisko jana kisne kise pehchana har dil yaha begana jana bhi hai anjana aye dil me kya soche tu aise kyu dekhu tu dil me kya soche tu aise kyu dekhu tu duniya hai sari bhulbulaiya bhulbulaiya kisne yaha kisko jana kisne kise pehchana har dil yaha begana jana bhi hai anjana aye dil me kya soche tu aise kyu dekhu tu dil me kya soche tu aise kyu dekhu tu duniya hai sari bhulbulaiya bhulbulaiya aye aate ko aane de jate ko jane de rokne se kya hoga jitna tu sochega utna hi uljhega sochne se kya hoga aate ko aane de jate ko jane de rokne se kya hoga jitna tu sochega utna hi uljhega sochne se kya hoga zindagi jaisi hai zindagi jaisi hai waise kar le kabul kisne yaha kisko jana kisne kise pehchana har dil yaha begana jana bhi hai anjana aye dil me kya soche tu aise kyu dekhu tu dil me kya soche tu aise kyu dekhu tu duniya hai sari bhulbulaiya bhulbulaiya aye jab tak tu janega sabko pehchanega dhal jayegi ye jawani koi ho tujhko kya kar le dil ka soda rate bana le suhani jab tak tu janega sabko pehchanega dhal jayegi ye jawani koi ho tujhko kya kar le dil ka soda rate bana le suhani zindagi jaisi hai zindagi jaisi hai waise kar le kabul kisne yaha kisko jana kisne kise pehchana har dil yaha begana jana bhi hai anjana aye dil me kya soche tu aise kyu dekhu tu dil me kya soche tu aise kyu dekhu tu duniya hai sari bhulbulaiya bhulbulaiya