Ishq Chandi Hai Ishq Sona Hai, Hai Jawani Lyrics
ishq chandi hai ishq sona hai ishq chandi hai ishq sona hai
  sona sona baba sona sona baba sona sona
  hai jawani to ishq hona hai hai jawani to ishq hona hai

  is umar me to aisa hota hai nind udti hai chain khota hai
  yad aati hai jan jati hai premi jagte hai jag sota hai

  kabhi hasna hai kabhi rona hai kabhi hasna hai kabhi rona hai
  sona sona baba sona sona baba sona sona
  hai jawani to ishq hona hai hai jawani to ishq hona hai
  hai jawani to ishq hona hai hai jawani to ishq hona hai
  
  hum diwano se log jalte hai aisa karte hai bhag chalte hai
  dil jo kahta hai hum wo karte hai is jamane se hum kya darte hai

  ishq jadu hai ishq tona hai ishq jadu hai ishq tona hai