Chand Chupa Badal Me Sharma Ke Meree Jana Lyrics
chand chupa badal me sharma ke meri jana chand chupa badal me sharma ke meri jana sine se lag ja too balkhake meri jana gumsum sa hai,gupchup sa hai, madhosh hai khamosh hai han yeh sama,han yeh sama kuchh aur hai han han han chand chupa badal me sharma ke meri jana sine se lag ja too balkhake meri jana najdikiya badh jane de arre nahi baba nahi,abhi nahi nahi nahi ye duriya mit jane de arre nahi baba nahi, abhi nahi nahi nahi dur se hi tum ji bhar ke dekho tum hi kaho kaise dur se dekhu chand ko jaise dekhta chakor hai aye gumsum sa hai, gupchup sa hai madhosh sa hai, khamosh sa hai yeh sama, yeh sama kuchh aur hai ho ho ho chand chupa badal me sharma ke meri jana sine se lag ja too balkhake meri jana aaja re aaja re chanda ki jab tak too naa aayega sajana ke chehre toh dekhne yeh man tarsa jayega naa naa chanda too nahi aana too jo aaya toh sanam sharma ke kahi chala jaye naa aaja re aaja re chanda too lakh duwaye payega naa naa chanda too nahi aana, varna sanam chala jayega aanchal me too chup jane de arre nahi baba nahi, abhi nahi nahi nahi julfo me tum kho jane do arre nahi baba nahi, abhi nahi nahi nahi pyar toh nam hai sabra kaa humdam wohi bhala bolo kaise kare ham sawan ki rah jaise dekhe mor hai he rehne bhi do jaane bhi do ab chhodo naa muh modo naa ye sama ha ye samaa kuch aur hai aaya re aaya chanda ab har khwaish puri hogi chandani rat me har sajni apne sajna ko dekhegi aaya re aaya chanda ab har khwaish puri hogi chandani rat me har sajni apne sajna ko dekhegi aaya re aaya chanda ab har khwaish puri hogi chandani rat me har sajni apne sajna ko dekhegi