Mohabbat Ki Kahaniyan Lyrics
mohabbat ki kahaniya sunane lagi hai jawaniya mohabbat ki kahaniya sunane lagi hai jawaniya hamare tumhare pyar pe khuda ki rahe meharbaniya mohabbat ki kahaniya sunane lagi hai jawaniya hamare tumhare pyar pe khuda ki rahe meharbaniya mohabbat ki kahaniya ye kisse nigahe yar ke ye dhadkan dile bekarar ke ye kisse nigahe yar ke ye dhadkan dile bekarar ke ye subah tumhari yad ki ye shame suhani bahar ki tumhari mohabbat me hame sanam mili hai ye nishaniya hamare tumhare pyar pe khuda ki rahe meharbaniya mohabbat ki kahaniya jamana na hamse chhen le ye daulat tumhare nam ki jamana na hamse chhen le ye daulat tumhare nam ki nigaho se dekhe hum kabhi na surat judai ki sham ki rahe yu hamesha sath hum rahe na rahe jindgani mohabbat ki kahaniya sunane lagi hai jawaniya hamare tumhare pyar pe khuda ki rahe meharbaniya mohabbat ki kahaniya