Sun Yaar Mere Lyrics

?sun yaar mere yaari teri mujhe jaan se pyari hai do zism hain hum dono lekin ek jaan humari hai sun yaar mere yaari teri mujhe jaan se pyari hai do zism hain hum dono lekin ek jaan humari hai pyar hai dosti, dosti pyar hai main tera yaar hu, tu mera yaar hai sun yaar mere yaari teri mujhe jaan se pyari hai do zism hain hum dono lekin ek jaan humari hai ye soch ke mandir me jakar main jalaata hu ghee ke diye ambar par jitne tare hain tu utne baras tak jiye kal maine masjid me jakar ye mangi thi rab se dua daaman ko tere na chhu paye is duniya ki garm hawa tu hai to zindgi phoolo ka haar hai main tera yaar hun, tu mera yaar hai sun yaar mere yaari teri mujhe jaan se pyari hai do zism hain hum dono lekin ek jaan humari hai aankho me teri aansu dekhu aankh meri chalakne lage chehre pe tere dekhu jo hansi mera chehra chamkne lage ek pal ke liye meri aankho se tu jo ho jaye ojhal kahi soone soone se lagte hain mujhko ye falak ye zami bin tere saans lena bhi duswaar hai main tera yaar hun, tu mera yaar hai sun yaar mere yaari teri mujhe jaan se pyari hai do zism hain hum dono lekin ek jaan humari hai upar wale ne ye duniya jis waqt banayi thi dosti usse pahle yaari ki sama usne bhi jalayi thi dost ye majhab ki deewar hume kar payegi kaise juda bhagwan ke sath me lete hain hum dono naam e khuda pyar hai roshni, roshni pyar hai main tera yaar hun, tu mera yaar hai sun yaar mere yaari teri mujhe jaan se pyari hai do zism hain hum dono lekin ek jaan humari hai sun yaar mere yaari teri mujhe jaan se pyari hai do zism hain hum dono lekin ek jaan humari hai pyar hai dosti, dosti pyar hai main tera yaar hu, tu mera yaar hai sun yaar mere yaari teri mujhe jaan se pyari hai do zism hain hum dono lekin ek jaan humari hai sun yaar mere yaari teri mujhe jaan se pyari hai do zism hain hum dono lekin ek jaan humari hai