Baadlon Ki Gehrayi Me Soche Kya Hujur Lyrics

badalo ki gahrayi me soche kya huzur unche unche chahre hai zamin se kitne dur aahe bharti hai yeh thandi hawa aise rangin raho me ab hamko kya hua chand se taro ka hai aapas ka fasla beach me yeh gahna hai yeh gahna duniya is duniya ko kahte majbur mita diya khud hasti ko yeh hai kiska kusur tamanna hai yahi aise yon kabhi hum basaye koi naya jahan aashna ho yeh dil pyar ke kabil saaz aesi bhi ho sune jahan musafir ko mile rasta zamane ko mile wasta kaise kaise parwano ki bate mashahur jaise ye nazrane hai vaise hai ye sarur hai yakin dil me subah aayegi zarur mitega yeh andhera hoga har ek shay me nur pyar karte idhar pyar bante idhar dastan-e-sifar suno yaha yeh bhi honge khafa kya pata kya gila har kadam pe mile koi naya musafir ko mile rasta zamane ko mile vasta